12 मई 2010

आपके सवालों का जवाब इन संदेशों में है...

साथियों, 
निरुपमा की हत्या के बाद जिस तरह से झारखण्ड पुलिस और मीडिया के कुछ जातिवादी लोग इस मामले को आत्महत्या करार देने पर तुले हैं वो न केवल निंदनीय है बल्कि गैरजिम्मेदाराना भी है. जिस एसएमएस और लैपटॉप से छेड़खानी के आधार पर मीडिया प्रियभांशु को कटघरे में खड़ा करने की कोशिश कर रही है, उन्ही एसएमएस को जस्टिस फॉर निरुपमा कैम्पेन के लोगों ने सार्वजनिक किया लेकिन ज्यादातर ने इस देखने की जरुरत भी नहीं समझी. हांलाकि इन्ही संदेशों के आधार पर कुछ समाचार चैनलों ने अच्छी टीआरपी भी बटोरी. इन संदेशों से साफ जाहिर है की अंतिम समय तक निरुपमा-प्रियभांशु के भी संवाद कायम रहा. प्रियभांशु को यकीं था की निरुपमा घर से लौट कर आएगी. उसने निरुपमा के लैपटॉप से जो डाटा हटाया भी तो उसके कहने पर. यह सबकुछ उनके एसएमएस से साफ़ जाहिर है. इस मामले को  आत्महत्या करार देने पर तुले लोगों के कई सवालों का जवाब इन संदेशों में मिल जायेगा. इसलिए जर्नलिस्ट्स यूनियन फॉर सिविल सोसाईटी (जेयूसीएस) इन संदेशों को फिर से जारी कर रहा है.

INBOX:
  • April 29, 2010-  05:39:32 : Main aane ki koshish karoongi. Tum patience rakho. Aur bina mere kahe koi extreme step mat uthana. Meri Ankita se baat huyi hai. Tum apne aap ko kuch mat karna.
  • April 27, 2010-09:35:05 : Kal aa rahi hoon yaar
  • April 27, 2010-09:34:11 : Main aa rahi hoon. Mummy ka reservation bhaiya karwaiyega. Tum bas sab jaa ke rakh dena. Agar bartan wartan ho toh woh sab bhi.
  • April 27, 2010-09:31:08 : Laptop mein jitna photos hain sabko pen derive mein lekar apne paas rakh lena. Fir laptop se sab delete kar dena. Recycle bin se bhi delete kar dena. Apna CV bhi le lena. Aur aap padh likh rahe hain ya nahin. IPS banna hai na. Take care. Love you a lot.
  • April 27, 2010-09:26:14 : Ranjan, mera jitna saman tumhare room pe pada hua hai na woh mere room mein jaa kar rakh dena. Ho sakta hai mummy ke saath aayein.
  • April 26, 2010-10:09:17 : Baat nahin kar sakti,samajhte ho na. Maine abhi tak bataya nahin hai ki mujhe parson jaana hai. Papa chale gaye hain. Hope to c u soon. take care
  • April 25, 2010-09:12:02 : Aaram se dena. Nervasaiyega nahin. All the best. Hope to c u soon.
  • April 24, 2010-10:24:11 : Kaise ho? Hum theek hain. Sorry baat nahin kar paati. Roz jab nahane aati hoon toh bathroom se message karti hoon. Audition ke liye all the best.
  • April 23, 2010-10:26:47 : Kya haal hai. Dekh lo, agar Jaipur jane ka bahut mann hai toh chale jao. Khayyam ka message aaya tha ki DD mein vacancy hai. Pata karke batana. Aur hum theek hain. Tum theek se rehna.
  • April 21, 2010-09:49:30 : Abey senti marna band karo aur practically socho. Mauka mila toh zaroor baat karungi.Patience rakho. Tumne kaha tha ki tum patience rakhoge. Luv you Rajjan ji.
  • April 21, 2010-09:38:24 : Phone bag mein rehta hai aur waise bhi utha nahin paoongi. Mauka milte hi message kiya karoongi. Mujhe kuch nahin hoga. I love you. aaram se rehna. Tension mat lo.
  • April 21, 2010-09:35:20 : Main bilkul theek hoon. Tum patience rakho.
  • April 21, 2010-08:43:56 : SMS from Ankita: Abhi maine try kiya woh utha nahin rahi. Main jab bhi class se free hoon, I'll try constantly and call you immediately. Zyada tension mat lo. Sab theek hoga. take care.
  • April 19, 2010-17:35:23 : Will miss you terribly Rajjanji
  • April 18, 2010-20:07:13 : Tumne baal katwaya nahin na?
  • April 16, 2010-02:36:08 : Love you Rajjan ji. Sachi kasam se
  • April 14, 2010- 01:52:47 : Subah aane se pehle ek baar phone kar lena. Luv
  • April 10, 2010-23:25:32 : I luv you
SENT ITEMS OF PRIYABHANSHU
  • April 29, 2010, Not sent to Ranjans Maithlil* : Maithili* mobile off kyun hai? Sab theek to hai na? Tum theek toh ho na? Tumhara message humko mil gaya tha. Luv you. Take care
  • April 29, 2010-07:02:34 : Kal jo hum tumko 8-9 message poore din mein bheje woh deliver hua tha? Yadi haan toh batao kyunki ek ka bhi delivery report nahin aaya. Maithili please aa jao. I love you.
  • April 28, 2010-23:35:35 : Hum kahe the na "Ho chandni jab tak raat, har koi deta saath, tum magar andheron mein na chhodna mera haath"? Yaqueen hai ki Maithili mera saath kabhi nahin chhodegi.
  • April 28, 2010-22:50:58 : Maithili apne kaha tha ki aap zaroor ayengi. Jaanti hain na apke bina apke Rajjan ji jee nahin sakte. "Mujhe bhool jao" kehne se pehle ek baar bhi nahin socha apne.
  • April 28, 2010-20:17:40 : Tumhe koshish nahin karna balki aana hai.Tumko aane ka constant effort karna hai aur parents ko yeh ehsaas nahin hone dena hai ki tumne surrender kar diya hai. luv you a lot.
  • April 28th,2010-15:35:32 : Maithili* hum pata kiye hain, tumhare office mein resignation ka koi mail/fax nahin bheja gaya hai. bas papa HR ko phone karke yeh poochhe the ki resignation ka process kya hai. Papa bole ki Nirupama ki mummy ki halat kaafi serious hai so she has to resign immediately. Maithili tum plz notice period serve karne ke bahane se aa jao. Humko reh reh kar mar jane ka mann kar raha hai. Tumhare bina jee nahin payenge hum. Chaho toh ek hafte ka waqt le lo.Hum ticket karwa dete hain. Plz kuch baat toh karo humse nahin toh hum tumhare papa aur bhaiya se baat karenge.
  • April 28,2010-13:50:32 : Maithili* tum apne saath kuch paise aur mobile lekar ghar se nikal jao. Kaho toh Ranchi se flight ki ticket book karva dein ya hum khud wahan tumko lene aa jayen.                                                                                                                                                    
*प्रियभांशु, निरुपमा को मैथिलि नाम से संबोधित करता था.

कोई टिप्पणी नहीं:

अपना समय